No jawan ki thi arzoo Uski thi ye hi zustzu uss hasina me usko mile ishq k sare rang kabool
Usne na jana ye nadani hai
Woh reth ko samjha ki pani hai
Kyun aisa tha kis liye tha
Ye kahani hai
Dastaan hai ye ki uss dilkus hasina k nigah or dil me koi dusra hi tha
Bekhabar is baat se ab no jawan k khawaabo ka anzaam to hona bura hi tha
Tute khawaabo ki is dastaan ko sabhi
Kahte hain om shani om
Sun ne walo suno aisa bhi hota hai
Koi jitna hanse utna hi rota hai
Deewani hoke hasina khai kya dhokhe hasina
Aao tum bhi aaj sun looooo
|